Addy Nagar-Koyla (Intro)歌曲免费下载

《Addy Nagar-Koyla (Intro)》歌曲详情

作词 : Addy Nagar

作曲 : Addy Nagar

Kabhi dhoop me raha me

Me Kabhi chaav me raha

Kabhi shehro me ghuma

Kabhi gaav me raha

Kabhi train ka safar

Kabhi naav me raha

Kabhi sir pe sajaya

Kabhi paav me raha

Kabhi bhut tha udas

Kabhi taav me raha

Raat galiyon me soye

Subah rahon me raha

Kabhi thok me bikey

Kabhi bhaav me raha

Kabhi mitti me daba

Kabhi khaak me milaaaa

But i will shine like a diamond

I was treated like a coal

Duniya ki samaj ni ati tol mol

Like a diamond

I was down. I was hurt

Jal chuki meri soul

And it’s dark like a coal

Like a diamond.

K O Y L A boi koyla

Zindagi me akela

Mere sath kabhi tha koi na

Jo bhi beeta mene jo bhi khoya

Camera pe kabhi roye naa

Jo bhi dekha mene jo bhi jhela

Voh sath kisi ke hoye naa

Aaj bhi dawai diye bina

Maa ko apni hum soye naa

Music ke liye beche tire

Gaadi ke sath , alloy huh

Sath me mili zimmedari

Bachpan me mila koi toy na

Khoon, pasina , asuu teeno ke sath

Bhi hum roye naa

Kabhi kaali , laal , kabhi sooji ankhen

Teeno ke sath enjoy huh

Kuch hua na?

Kuch hua na?

Dil ko tere ye chua na

Zindagi ye meri juaa na

Me peeta ni marijuana

Paani tha peena toh mujhe khodna pada kua huh,

Har par ye socha ki isse bura

Kuch hua naa

Kyu me hu koyla

Jante h mere raaz kon

Ek din dunga jawab

Shikaar kon or baaz kon

Janta hu bade ache se ki mujpe karte h naaz kon

Check karle meri last call

Check karle mera pura phone

Family h meri backbone

Meri family h meri backbone

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!