Shreyas/Shubh/Jatin Kalia-Manjha歌曲免费下载

《Shreyas/Shubh/Jatin Kalia-Manjha》歌曲详情

作词 : Shreyas Trehan/Shubh Beniwal

作曲 : Shreyas Trehan/Shubh Beniwal/Hruday Satam

Wo manjha wo manjha

Wo patang ka manjha

Saala haath cheele

Bachpan mein tha apne

Ghar Ka Raja

Wo manjha wo manjha

Wo patang ka manjha

Saala haath cheele

Bachpan mein tha sabka chahita tha

Par ab Anjano se kuch na keh na pata

Class ke Kone mein chupke baitha rahata

Bhatka sa wo jira

Paise aur nashe ke

Dahche mai wo fasa

Uss ke aander hi aander

Uss ka bhayanak roop janma

Todenge bediyan bharenge udaan haa

Karo kaam aise jaahan jisse jhuke saara yaadon

Mein bana lu mein ghar

Aisa khwaab mera

Aisa khwaab mera

Wo manjha wo manjha

Wo patang ka manjha

Saala haath cheele

Bachpan mein tha apne

Ghar Ka Raja

Wo manjha wo manjha

Wo patang ka manjha

Saala haath cheele

Bharni hai udaan mujh ko kheeche mujh ko manjha

Kehta usko sang chal baatein meri maanja

Toote saare vaade

Jo toote saare manjhe

Iraade jo chote the

Ab uchaiyo ke paar hai

Chhat par nikle the hum

Patang ke saath

Pakad tha wo manjha

Wo manjha wo manjha

Wo patang ka manjha

Saala haath cheele

Bachpan mein tha apne

Ghar Ka Raja

Wo manjha wo manjha

Wo patang ka manjha

Saala haath cheele

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!