A.R. Rahman/Naresh Iyer-Roobaroo (From "Rang De Basanti")歌曲免费下载

《A.R. Rahman/Naresh Iyer-Roobaroo (From "Rang De Basanti")》歌曲详情

作词 : Prasoon Joshi

作曲 : A.R. Rahman

Aye saala

abhi abhi huaa yaqeen

ki aag hai

mujh mein kahi

hui subaah

main chal gaya

suraj ko main

nigal gaya

ruu-ba-ruu

roshni

ruu-ba-ruu

roshni

heyy

jo gumshuda

sa khwaab tha

voh mil gaya

voh khil gaya

woh loha tha

pighal gaya

kichhaa kichhaa

machal gaya

sitaar mein

badal gaya

ruu-ba-ruu

roshni

ruu-ba-ruu

roshni

heyy

dhuaan chhataa khula gagan mera

nayi dagar naya safar mera

jo ban sake tu hamsafar mera

nazar mila zara

dhuaan chhataa khula gagan mera

nayi dagar naya safar mera

jo ban sake tu hamsafar mera

nazar mila zara

aandhiyon se jaghad rahi hai lau meri

ab mashaalon si bhad rahi hai lau meri

naamo nishaan rahe na rahe

ye kaaravaan rahe na rahe

ujaale mein pee gaya

roshan huaa

jee gaya

kyon sehte rahe

ruu-ba-ruu

roshni

ruu-ba-ruu

roshni

heyy

dhuaan chhataa khula gagan mera

nayi dagar naya safar mera

jo ban sake tu hamsafar mera

nazar mila zara

ruu-ba-ruu

roshni

ruu-ba-ruu

roshni

heyy

aye saala

aye saala

aye saala

下载地址:

此为隐藏内容,需人机验证后查看下载!